Sunday, 25 September 2011

VIEWING OF PRATIVAD

I HAPPENED TO SEE SITE OF PRATIVAD WHILE SEARCHING ON NET. IT APPEARS EDITORS OF THIS  MAGZINE ARE VERY BOLD AND HAVE DEEP INCITE INTO POLITICAL WORLD. ISHALL REGULARLR VISIT THEIR POSTS AND WRITE ALSO IN MY BLOG---UDAIBHAN MISHRA KA PRISHTHA ISHALL BE SENDING MY POSTS BY EMAIL TO THEM AND WILL WELCOMW THEIR RESPONCE.--UDAIBHAN MISHRA GORAKHPUR

Saturday, 17 September 2011

Udai Bhan Mishra ka prishtha


aaj meri ek aur kavita padhiye---udaibhan mishra
darpan darpan ko kha rahen hain
log khud se ghabra rahe hain

Thursday, 15 September 2011

My Poem

In dino main apni hee kavitao ko  padhta rahata hoon. Aj ek kavita doston ke liya samarpit hai.

Shreya Maine Liya

Maine kya  kiya
tumne kiya 
tumne jo diya
maine liya

Sans tumhari thee
maine jiya
tumna likha
shreya
maine liya

-Udai Bhan Mishra Gorakhpur

Tuesday, 13 September 2011

Samaya (a poem by Udai Bhan Mishra)

Samay kitni jaldi beet jata hai yah aj maine apne purane chitron ko dekhane ke bad mahsoos kiya. Mujhe apni ek kavita ap logo tak bhej ne mein khushi ho rahi hai.

Samaya ek  keel hai
gada hua 
meri chhati mein.
  Samaya ek ashwa hai
 juta hua 
meri gardan mein.
  Samaya mera pratidwandi hai
nirantar lalkarata hua 
chunautiyan deta hua.

 -Uady Bhan Mishra Gorakhpur