Thursday 15 September 2011

My Poem

In dino main apni hee kavitao ko  padhta rahata hoon. Aj ek kavita doston ke liya samarpit hai.

Shreya Maine Liya

Maine kya  kiya
tumne kiya 
tumne jo diya
maine liya

Sans tumhari thee
maine jiya
tumna likha
shreya
maine liya

-Udai Bhan Mishra Gorakhpur

No comments:

Post a Comment